Namaskar Dosto,
Abh Ek hi Group mai India aur Pakistan T20WC 2021 mai khelegi, aur Unke saath group mai honge Aghanistan, New Zealand aur do qualifier teams honge Group 2 mai iss saal mai. England, Australia, South Africa, West Indies aur do qualifier teams honge Group 1 mai.
Iss baar ke prashansak kafi uttejit hai kyuki iss baar Ek hi Group mai India aur Pakistan khelne wali hai. Jiska sabhi logo ko kafi intezaar tha, voh abh hone wala hai.
20 March 2021 ke T20I rankings ko dekh kar Ye Groups banaye gaye hai. Oman, Scotland, Namibia, Netherlands, Ireland aur PNG ye chhah teams aappas mai Qualifers khelkar T20I World Cup 2021 mai jaaga banayegi.
"Hume bohot khushi roh rahi hai T20 World Cup ke Groups ki ghoshana kar ke. Iss bar ki groups mai changes hai, jha par sabhi cricket ke prashansak ko matches dekhne mai bohut annad milenga." aisa ICC ke Acting Chief Executive Geoff Allardice ka khnaa hai.
"Covid-19 ke kaarn jho bhi deri hui tournament start karne mai, tho humne ye tay ki hai ki jald-se-jald Tournament shru hojaye."

Also Read:
Jaaniye WTC 2021-23 ki Nayi Points System - in Hindi
Kab hone wali India Ki Pheli Match in Hindi
"Aisa khaha jaata hai ki T20 format apne uttejit kaaranewale ek laa jawaab format ki baat hai, T20 cricket ek apne aap mai hi aashchary hone wali khel hai, aur hume iske liye taayar ho jhana chahiye. Aur mai zaroor jaanta hu ki hume bohut se aachi matches dekhne milengi." aisa BCCI Secretary Jay Shah ji ne kaha hai
Oman Cricket ke liye ye bohut hi baadi oppoturnity hone wali hai. Pheli baar Oman desh ICC ki Tournament mezbaan(host) karne wali hai.
Bangladesh aur Sri Lanka ke ko bhi Qualifying matches khelna padyega baki teams ke saath.
T20 ke Groups Iss parkaar se hone wali hai :
|
Group 1 |
Group 2 |
|
England |
India |
|
Australia |
New Zealand |
|
South Africa |
Afghanistan |
|
West Indies |
Pakistan |
|
Runner-Up Group B |
Runner-Up Group
A |
|
Winner Group A |
Winner Group B |
|
Group
A |
Group B |
|
Sri Lanka |
Bangladesh |
|
Ireland |
Scotland |
|
Netherland |
Papua New Guinea |
|
Namibia |
Oman |
0 Comments